>
Showing posts with label Damadamm. Show all posts
Showing posts with label Damadamm. Show all posts

Monday, October 10, 2011

Hum Tum - Damadamm

Sajna aaja, sajna aaja

Hum tum, train ki so patri ki tarah
Hum tum, train ki do patri ki tarah
Chalte rahe saath saath, milne ki tamanna mein
Dil jaanta, nahin milenge
Par ik ummeed hai, jo toot ti nahin
Meri jaan

Hum tum, train ki so patri ki tarah
Chalte rahe saath saath, milne ki tamanna mein
Dil jaanta, nahin milenge
Par ik ummeed hai, jo toot ti nahin
Meri jaan, hum tum

Sajna aaja, sajna aaja

Zindagi hai badi ajnabi
Jaan sake issko na hum kabhi

Sajna aaja

Zindagi hai badi ajnabi
Jaan sake issko na hum kabhi

Ankahi, ansuni, anbhuji
Sajna ..

Hum tum, train ki so patri ki tarah
Chalte rahe saath saath, milne ki tamanna mein
Dil jaanta, nahin milenge
Par ik ummeed hai, jo toot ti nahin

Keh rahe, har ghadi faasle
Woh bhi kya, din the jab hum mile

Sajna, sajna aaja

Keh rahe, har ghadi faasle
Woh bhi kya, din the jab hum mile
Woh raatse, anzilein, silsile

Sajna ..

Hum tum, train ki so patri ki tarah
Chalte rahe saath saath, milne ki tamanna mein
Dil jaanta, nahin milenge
Par ik ummeed hai, jo toot ti nahin
Meri jaan

Sajna, sajna aaja

Song Name: Hum Tum
Film/Album: Damadamm
Singer(s): Himesh Reshammiya, Vaishali Made
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Length: 5:49
Music Label: T-Series, HR Music

Tere Bina - Damadamm

Tere bina jiya nahin jaaye, tere bina
Tere bina jiya nahin jaaye
Tu har saans mein, har aah mein
Tu mere har ik ehsaas mein
Tu meri yaad mein

Tujhse hi zindagi ke saaye
Tere bina jiya nahin jaaye
Tu har saans mein, har aah mein
Tu mere har ik ehsaas mein
Tu meri yaad mein

Tujhse hi zindagi ke saaye
Tere bina jiya nahin jaaye, tere bina

Par ke bina, parinda jaise
Sur ke bina, dazinda jaise
Main yahaan, tere bagair

Ghar ke bina, baashinda jaise
Jaake bina koi zinda jaise
Main yahaan, tere bagair

Tere bina jiya nahin jaaye

Tu har saans mein, har aah mein
Tu mere har ik ehsaas mein
Tu meri yaad mein

Tujhse hi zindagi ke saaye
Tere bina jiya nahin jaaye

Chaahe koi zurmaana le le
Phir jeene ka bahana de de
Le aa phir se woh din
Woh bewajah hi ladte rehna
Ik dooje pe har lamha marna
Le aa phir se woh din

Tere bina jiya nahin jaaye

Tu har saans mein, har aah mein
Tu mere har ik ehsaas mein
Tu meri yaad mein

Tujhse hi zindagi ki saayi
Tere bina jiya nahin jaaye
Tere bina, tere bina, tere bina

Song Name: Tere Bina
Film/Album: Damadamm
Singer(s): Himesh Reshammiya
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Length: 5:57
Music Label: T-Series, HR Music

I Need My Space - Damadamm

I need my space, I want my freedom
I need my space, I want my freedom
Freedom freedom, freedom freedom

Dil jo kahe wahi karna hai bandishon mein nahin marna hai maine socha hai
Jeena hai har mausam

I need my space, I want my freedom
I need my space, I want my freedom
Freedom freedom, freedom freedom

So I want my freedom right now

Duniya main apni banaoon, saari zanzeerein chhod aauon
Jashn hi jashn manauon, chaahe aawara keh lauon
Jiya bekaraar hai, chaayi bahaar hai
Masti ka khumaar mere sar pe sawaar hai
Main saari gustaakhiyaan bhi karunga

Dil jo kahe wahi karna hai bandishon mein nahin marna hai maine socha hai
Jeena hai har mausam

I need my space, I want my freedom
I need my space, I want my freedom
Freedom freedom, freedom freedom

So I want my freedom right now

Hadh se badi jo paabandi, maine bagawat yeh kar di
Saari frustration nikaali, chaahe duniya yeh de gaali

Jiya bekaraar hai, chaayi bahaar hai
Ab toh meri thokron mein saara sansar hai
Main saari nadaaniyaan bhi karunga

Dil jo kahe wahi karna hai bandishon mein nahin marna hai maine socha hai
Jeena hai har mausam

I need my space, I want my freedom
I need my space, I want my freedom
Freedom freedom, freedom freedom

Song Name: I Need My Space
Film/Album: Damadamm
Singer(s): Himesh Reshammiya
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Length: 5:04
Music Label: T-Series, HR Music

Mango - Damadamm

Ladies and Gentlemen
Here's presenting a philosophical research that has been conducted on mangoes
Incorporating in it romance, humour and fun
Please give it up for Sameer

Jab tum jaati ho
Jaldi nahin aati ho
I miss you baby, like mango
Oo like mango

Jab tum jaati ho
Jaldi nahin aati ho
I miss you baby, like mango
Oo like mango

Tere intezar mein, tere intezar mein
Na apples na tango, mango

Jab tum jaati ho
I miss you baby, like mango
Oo like mango

Mango, mango
You are my mango

Barah mahine paas hi rehna
Door na jaana, like mango

Jab tum jaati ho
I miss you baby, like mango

You are my mango
Ta ra ta ra rup
You are my your my mango
Ta ra rup pa ra rup pa pa

Life with its ups and downs, seems so beautiful
Story of relationships, seems so colorful

Tera mera falsafa
Kuch aJeeb kuch naya
Har kisi se hai judaa
Like mango

Jab tum jaati ho, jaldi nahin aati ho
I miss you baby, like mango

Mango
Am your mango
And you are my, you are my mango
I'm your mango, ta ra rup

Song Name: Mango
Film/Album: Damadamm
Singer(s): Himesh Reshammiya, Aditi Singh Sharma
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Length: 3:40
Music Label: T-Series, HR Music

Yun Toh Mera Dil - Damadamm

Hmm yun toh mera dil, machalta nahin, aasani se
Oo yun toh mera dil, machalta nahin, aasani se
Lekin jab se tujhko dekha dil gaya jaane kya tujh mein baat hai

Yun toh mera dil, machalta nahin, aasani se
Oo yun toh mera dil, machalta nahin, aasani se

Udh rahe hawa ke jaise, aaj mere armaan kyun
Dil ke ghar me aa betha hai ajnabi sa mehmaan kyun
Chhoti chhoti baaton mein bhi aa raha mazaa kitna
Bewajah hi anjaana sa bann raha fasana kyun
Yun toh mera dil, machalta nahin, aasani se
Oo yun toh mera dil, machalta nahin, aasani se

Sharaarat tumhari, aankhon mein bhari hai
Lekin yeh adaa bhi achhi lag rahi hai
Mujhe hai pata jo mujhko hua hai
Kuch na kuch toh waisa tujhe bhi hua hai
Par le doobe na mujhko silsila hamara

Yun toh mera dil, machalta nahin, aasani se
Oo yun toh mera dil, machalta nahin, aasani se
Machalta nahin, aasani se
Oo yun toh mera dil, machalta nahin, aasani se

Song Name: Yun Toh Mera Dil
Film/Album: Damadamm
Singer(s): Himesh Reshammiya, Sadhana Sargam
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Length: 2:58
Music Label: T-Series, HR Musik

Madhushala - Damadamm

I love that is pure
I love that makes your soul
Its ishq unplugged

Its ishq unplugged

I love that has chemistry
I love there is no mystery
Ishq unplugged

Tere jism ki khushboo main
Aankhon ki madhushala main
Kabhi aar gaya kabhi paar gaya - 4 times

Madhushala mein khoya madhushala mein - 2 times
Madhushala mein khoya - 3 times
Madhushala mein

Tere jism ki khushboo main
Aankhon ki madhushala main
Kabhi aar gaya kabhi paar gaya - 4 times

Madhushala mein khoya madhushala mein - 2 times
Madhushala mein khoya - 3 times
Madhushala mein

Teri madhur muskan se mann dole re tann dole
Teri sureeli taan se main khaane lagi hichkole

Ho prem ki iss gehri nadiya mein
Main toh doobta jaun re
Zor chale na ab iss dil pe
Kaise isse samjhaun re

Tere jism ki khushboo main
Aankhon ki madhushala main
Kabhi aar gaya kabhi paar gaya
Kabhi aar gaya kabhi paar gaya

Madhushala mein khoya madhushala mein - 2 times
Madhushala mein khoya - 3 times
Madhushala mein

Madhushala mein, madhushala mein

Dagmag dagmag main hui sunn ke teri baatein nasheeli
Tu mera rasiya chelbiya main teri chelchabeeli

Ho aake saja de sansar tu mera
Kabse mein rasta nihaaru re
Tere liye hi meri zindagi ki nagme
Tujhpe hi inko lutaoon re

Tere jism ki khushboo main
Aankhon ki madhushala main
Kabhi aar gaya kabhi paar gaya
Kabhi aar gaya kabhi paar gaya

Madhushala mein khoya madhushala mein - 2 times
Madhushala mein khoya - 3 times
Madhushala mein

I love that is pure
I love that makes your soul
Its ishq unplugged
Its ishq unplugged

Song Name: Madhushala
Film/Album: Damadamm
Singer(s): Himesh Reshammiya, Aditi Singh Sharma
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Length: 4:50
Music Label: T-Series, HR Music
Picturised on: Himesh Reshammiya, Sonal Sehgal, Purbi Joshi
Choreographer: Raju Khan

Aaja Ve - Damadamm

 Oo ..

Meri gali aaja ve mahiya, bas ik vari aaja ve
Hua dil aashna ve jaaniya, bas ik vari aaja ve
Meri gali aaja ve mahiya, bas ik vari aaja ve
Hua dil aashna ve jaaniya, bas ik vari aaja ve

Tere liye dil mera aisa luteya ve
Tere bina jiya mera nahiyo lagda ve
Meri gali aaja ve mahiya, bas ik vari aaja ve
Hua dil aashna ve jaaniya, bas ik vari aaja ve, aaja ve

Zindagi chaar din beet yeh jaaye na
Waqt yeh laut ke phir kabhi aaye na

Tere liye dil mera aisa luteya ve
Tere bina jiya mera nahiyo lagda ve
Meri gali aaja ve mahiya, bas ik vari aaja ve
Hua dil aashna ve jaaniya, bas ik vari aaja ve, aaja ve, aaja ve

Ik nazar mein teri, tujhpe hum marr mitey
Ab saja do na tum, todh do faasle

Tere liye dil mera aisa luteya ve
Tere bina jiya mera nahiyo lagda ve
Meri gali aaja ve mahiya, bas ik vari aaja ve
Hua dil aashna ve jaaniya, bas ik vari, aaja ve, aaja ve, aaja ve

Song Name: Aaja Ve
Film/Album: Damadamm
Singer(s): Himesh Reshammiya
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Shabbir Ahmed
Length: 2:46
Music Label: T-Series, HR Music
Picturised on: Himesh Reshammiya,Sonal Sehgal and Purbi Joshi

Umrao Jaan - Damadamm

I tell all, listen
No touching, no touching
Only seeing, only seeing
Understand, no touching only seeing, OK

Zara nazarein mila umrao jaan

Zara paas toh aa umrao jaan

Zara nazarein mila umrao jaan, zara paas toh aa umrao jaan - 2 times
Tujhe dekha toh jaage armaan

No touching, no touching
Only seeing, only seeing
No kissing, no kissing
Only seeing, only seeing

Zara nazarein mila umrao jaan, zara paas toh aa umrao jaan - 2 times
Tujhe dekha toh jaage armaan

Baawre jiya ki saari khara tu mitaa de
Meri tanhaiyon ki duniya sajaa de
Kya tera iraada hai tu, bata de

No no, I not take

No touching, no touching
Only seeing, only seeing
No kissing, no kissing
Only seeing, only seeing

Zara nazarein mila umrao jaan, zara paas toh aa umrao jaan - 2 times
Tujhe dekha toh jaage armaan

Stupid, idiot

Hosh mera loote teri khushboo ki maami
Raat din karoonga teri nas teri gulaami

Le le salaami dil ki salaami

No no I not take

No touching, no touching
Only seeing, only seeing
No kissing, no kissing
Only seeing, only seeing

Zara nazarein mila umrao jaan, zara paas toh aa umrao jaan - 2 times
Tujhe dekha toh jaage armaan

Stupid, idiot

No touching, no touching
I said only seeing, only seeing
You know get what I said
Only seeing only seeing only seeing
 

Song Name: Umrao Jaan
Film/Album: Damadamm!
Singer(s): Himesh Reshammiya, Purbi Joshi
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Length: 4:12
Music Label: T-Series, HR Music

Damadamm - Damadamm

Tere naina wala jaadu ni khanjar bann ke
Mere dil de andar khub gaya
Tere naina vich main dub jaana
Rab kare dub hi jaaye

Damadamm mast, damadamm mast, damadamm mast, damadamm mast

Saat samundar saare doob jaaye
Saat samundar saare doob jaaye
Tere naino ke andar
Damadamm, damadamm

Damadamm maste maste maste maste mast kalandar - 4 times

Baan maare naina thaare aag ugle naina thaare
Katal karde naina thaare
Jhuka kar palke jhuka kar
Damadamm, damadamm

Damadamm maste maste maste maste mast kalandar - 2 times

Duniya thag leti hai poonji
Duniya thag leti hai poonji
Tere naino ne mere naino ko thag liya
Dum mast mast, dum mast mast, dum mast mast
Dum mast, dum mast
Dum mast mast, dum mast mast, dum mast mast
Dum mast

Saat samundar saare doob jaaye
Saat samundar saare doob jaaye
Tere naino ke andar
Damadamm, damadamm

Damadamm maste maste maste maste mast kalandar - 4 times

Kyun jalaaye ho ishq-e-ulfat, lehariya mein
Paa ke laaye ho mere husn ke dariya mein

Koyle ki khaan mein sona hai
Jal ke hume kundan hona hai
Dil thok baja ke lena hai tera, tera tera tera
Tere pehlu me rona-dhona hai
Teri baaton mein jaadu-tona hai
Allah jaane kya hona hai mera, mera mera mera

Naa chaaku ki dhaar se, dhaar se
Naa teer talwar se, talwar se
Tune maara hai naino ke vaar se

Baan maare naina thaare aag ugle naina thaare
Katal karde naina thaare
Jhuka kar palke jhuka kar
Damadamm, damadamm

Damadamm maste maste maste maste mast kalandar - 4 times

Damadam mast mast mast ..

Deewano ki hai toliyan peeche hazaar mein
Lutt na jaaun main kahin nasrallah bazar mein

Ghalib ki kalam ka tu hai safar
Ab toh hi lagey na tera safar
Saason me qayamat ka manjan tera, tera tera tera

Sholon pe hai makhmal ka bistar
Nikla hai chaand haan muh dho kar
Tu ishq da khatta-meetha zehar mera, mera mera mera

Naa chaaku ki dhaar se, dhaar se
Naa teer talwar se, talwar se
Tune maara hai naino ke vaar se

Baan maare naina thaare aag ugle naina thaare
Katal karde naina thaare
Jhuka kar palke jhuka kar
Damadamm, damadamm

Damadamm maste maste maste maste mast kalandar - 3 times
Damadamm maste maste maste maste mast

Saat samundar saare doob jaaye
Saat samundar saare doob jaaye
Tere naino ke andar
Damadamm, damadamm

Damadamm maste maste maste maste mast kalandar - 6 times
Damadamm maste maste maste maste mast

Song Name: Damadamm
Film/Album: Damadamm
Singer(s): Himesh Reshammiya, Vineet Singh, Alam Gir Khan, Shabaab Sabri, Punnu Brar, Palak Muchhal, Sabina Shaikh, Rubina Shaikh
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Shabbir Ahmed
Length: 5:52
Music Label: T-Series, HR Musik
Picturised on: Himesh Reshammiya, Sonal Sehgal, Purbi Joshi

Blogger Widgets