>

Tuesday, August 2, 2011

Delhi Belly - Tere Siva

Yeh hai dua, ya hai sazaa
Kuch na dikhe, tere siva
Tere siva
Duniya mein kuch bhi na dikhta hai, tere siva
Tera nasha
Chhaaya hai, chhaaya hai, chhaaya hai, tera nasha

Yeh nasha, badh jaaye na, kahin ragon mein chadh jaaye na
Tere bin kuch na rahoon, pyaar be-bas kar jaaye na

Iss tarah khona kisi mein, theek bhi hai ya nahin
Pyaar ke iss sagar mein main, doob na jaaun kahin

Yeh hai dua, ya hai sazaa
Kuch na dikhe, tere siva
Tere siva
Duniya mein kuch bhi na dikhta hai, tere siva
Tera nasha
Chhaaya hai, chhaaya hai, chhaaya hai, tera nasha

Iss tarah chhoota hai tu, gir hassi khulti hoon main
Kitne din ehsaas yeh, sang le chalti hoon main

Din-ba-din chahat teri, ho rahi aadat meri
Aisa hai tera nasha, gum sa hai khud ka pataa

Ye hai dhuan, ya hai sazaa
Kuch na dikhe, tere siva
Tere siva
Duniya mein kuch bhi na dikhta hai, tere siva
Tera nasha
Chhaaya hai, chhaaya hai, chhaaya hai, tera nasha

Song Details:-
Song Name: Tere Siva
Film/Album: Delhi Belly
Singer(s): Ram Sampath, Tarannum Mallik
Music Director: Ram Sampath
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Length: 4:38
Music Label: T-Series

No comments:

Post a Comment

Blogger Widgets