>

Thursday, October 20, 2011

Khuda Ke Liye - Aazaan

(I feel now that our love is on)

Kyun mehroom neendh-veendh se hai raatein
Guzarti subah bhi hai khayal mein (I feel now)
Kyun lage khaas kal jo thi fizool baatein
Hai tabdeeliyan bhi dil ke haal mein
Aye mere dil yeh bataa
Kis intezaar mein tu beqaraar hai

Khuda ke liye, pardah nahin karna
Khuda ke liye, ab naa nahin karna
Khuda ke liye, mujhse yehi kehna
Ke tujhe pyaar ho gaya khuda ke liye

(I feel now that our love is on)
Khuda ke liye, khuda ke liye ..

Jazbaat pehne hai aaj dhadkane
Dil mein tasalli hai na ki tadpane
Zinda hui hai bejaan khwahishein
Ek saath suljhi hai aaj uljhane
Pal hue pal hue, raahaton se rubaru
Pal hue pal hue, jitne sawaal hain

Khuda ke liye, pardah nahin karna
Khuda ke liye, ab naa nahin karna
Khuda ke liye, mujhse yehi kehna
Ke tujhe pyaar ho gaya khuda ke liye

(I'm feeling now that our love is on)
Khuda ke liye, khuda ke liye ..

I can see the love light shining deep inside your eyes
Tell me why just tell me why you wanna a high
I can see your billion fires going in your per
Tell me why just tell me why you wanna a high

Aye mere dil yeh bataa
Kis intezaar mein tu beqaraar hai

Khuda ke liye, pardah nahin karna
Khuda ke liye, ab naa nahin karna
Khuda ke liye, mujhse yehi kehna
Ke tujhe pyaar ho gaya khuda ke liye

(I feeling now that our love is on)
Khuda ke liye, khuda ke liye ..

Song Name: Khuda Ke Liye
Film/Album: Aazaan
Singer(s): Salim Merchant, Shraddha Pandit
Music Director: Salim-Sulaiman
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Length: 4:49
Music Label: Xtreme Music
Picturised on: Candice Boucher, Sachiin Joshi
Choreographer: Ashley Lobo

No comments:

Post a Comment

Blogger Widgets