>

Thursday, October 20, 2011

Piya Kesariyo - Hum Tum Shabana

Dhin dhin tanana ..

Chaand sa uss mein noor hai
Kabhi sooraj sa maghroor hai
Naino mein saare, jag ka saroor hai
Piya

Garje bijli sa ang ang, barse megha sa khank khank
Khuda sa kabhi paas tu, khuda sa dil mein
Baari main baari sahib ji
Haari main haari, dil da tujhpe bekhabar
Jiya kesariyo re maaro
Piya kesariyo re maaro
Piya kesariyo re maaro, kesariyo - 4 times

Tum na aaye toh, tham sa jaayega, yeh jiya
Tum na aaye toh, tham sa jaayega, yeh jiya
Ishq mein uske darbadar, kho ke apne hosho khabar
Wohi meri manzil aur wohi rehguzar
Har dhadkan mein woh dhadak dhadak
Mere naino ki woh chamak chamak
Ab toh meri rooh bhi le gaya woh loot kar
Baari main baari sahib ji
Haari main haari, dil da tujhpe bekhabar
Jiya kesariyo re maaro
Piya kesariyo re maaro
Piya kesariyo re maaro, kesariyo - 4 times
Piya piya .. kesariya re maaro ..

Garje bijli sa ang ang, barse megha sa khank khank
Khuda sa kabhi paas tu, khuda sa tu hai

Song Name: Piya Kesariyo
Film/Album: Hum Tum Shabana
Singer(s): Anushka Manchanda, Jigar
Music Director: Sachin-Jigar
Lyricist: Sameer
Length: 4:13
Music Label: T-Series

No comments:

Post a Comment

Blogger Widgets